mene kabhi kisi ko khud se dur nahi
kiya bas jis jis ka dil bhar gaya,
wo khud ba khud chodh kr chala gaya
nafrat karna hai to is kadar karna,
ke hum duniya se chale jaye pr
teri aankh meaansuna aaye
Kisi ki majburi ka.. majak
na banao yaaro
jindagi kabhi moka deti hai to
kabhi dhoka bhi deti hai
Yu to mohabbat ki sari haqiqat
se wakif hai hum,
par use dekha to socha chalo
jindagi barbaad krhi lete hai
Jindagi kabhi asaan nhi hoti
ese asaan banana padta hai
kuch nazar andaaz karke
kuch ko bardasht karke
Tumhe haq hai apni jindagi jese
chahe jitu tum,
jara ek pal ke liye sochna meri
jindagi ho tum
Duniya ka sabse behtrin rishta
wahi hota hai
jaha ek halki si muskurahat aur choti se
mafi se jindagi dobara pehle jesi ho jati hai
EK ajib si daud hai ye zindagi
jeet jao to kayi apne piche choot jaate hai,
haar jao to apne hi piche chodh jate hai
Jindagi ko samjhana bahut mushkil hai
koi sapno ki khatir apno se dur rehta hai
or koi apno k khatir sapno se dur
jara muskurana bhi sikha de
e zindagi
rona to paida hote hi sikh liya tha
Next
No comments:
Post your Shayri and Quotes