Azadi ki kabhi sham na hone denge, shaido ki kurbani badnaam na hone denge, bachi hai jo ek boond bhi lahoo ki tab tak bharat ma ka anchal nilaam na hone denge.
chad gye jo hanskar suli, khayi jinhone sine pr goli, hum unko pranam karte hai, jo mit gye desh par, hum unko salam karte hai.
Aao desh ka samaam kare, sahido ki sahadat yaad kare, ek baar fir se rashtra ki kamaan hum hindustani apne haath dhare.. aao swatantrta divas ka naam kare.
Kuch nasha tirange ki aan ka hai, kuch nasha martbhumi ki shaan ka hai, hum lahraenge har jagha ye tiranga, nasha ye hindustaan ke samaan ka hai.
Vatan hamara esa koi chodh na paye, rishta hamara koi tod na paaye, dil ek hai hamara or ek jaan hai, hindustaan hamara hai hum iski shaan hai.
Ab tak jiska khoon na khola wo khoon nhi wo paani hai.. jo desh ke kaam na aaye wo bekar jawani hai.
Kabhi sanam ko chodh k dekh lena, kabhi sahido ko yaad karke dekh lena, koi mehboob nhi hai vatan jesa yaaro, meri trah desh se kabhi ishq krke dekh lena..
Na sar jhuka hai kabhi,. or na jhukayenge kabhi, jo apne dum pe jiye, sach me jindagi hai wahi..
Jiske Dil me, pyar nhi, azadi ka hakdaar nhi, mera vatan gulzaar hai, yha khaaro se ikraar nahi.
Me bharat baras ki hardam amit smaan krta hu, yaha ki chandani mitti ka gungaan krta hu, mujhe chinta nahi hai swarg jakar moksh paane ki, tiranga ho kafan mera, bas yhi armaan rkhta hu.
No comments:
Post your Shayri and Quotes